|~] Teri YaaD Nay|~|
Teri yaad nay meraym dil ko saja rakha hai
Teray Pyar main sab ko bhula rakha hai
Kuch acha nahin legta teri judai kay baad
ek teri yadd ko sinay say laga rakha hai
Tera milna to abb aik khawab hi lagta hai
Najnay abb kyoon dil ko bhula rakha hai
Sab kuch lut gaya hamara tery pyar main
teri yaad ko plkoon main chupa rakha hai
Muqadar say miltay hain bichar kay warna
Ajj bhi tera naam dil main saja rakha hai
Najanay koi nahin basta teray siva ankho main
Aik teri tasveer ko dil main chupa rakha hai