humari zindagi..

humari zindagi main bhi koi tha
humari zindagi bhi kabhi rangeen thi
humara dil bhi kabhi machalta tha
humare dil main bhi koi hai
bheege naino main bhi aaj kiska armaan hai
is barish main bhi kiskia inteezar hai
laut aaooo tum mere paas aaj
main nahi ji sakti tumhare bina
jine ki na koi khwaish hai
nahi jine ka koi armaan
aaj main naaraz ho bhagwaan sain
ki q chen legaye woh..