Google

Aao..


Khel kar yun ungaliyon se baalon main,
Aur uljhaao naa sawaalon main.

Padhne waale to padh hi lete hain,
Dil ki sab daastaan rumaalon main.

Gar haqikat main naa hue haasil,
Milne aaoge naa khayaalon main ?

Kal subah zindagi rahe naa rahe,
...??