aaj woh aaye hai!!

kal talak khwab hi aaya tha!!!! aaj woh aaye hai!!
mere sang mera hi saaya tha!! aaj woh aaye hai!!
dil ki duniya mein hai ye kaisi!! roshni chhayi hai!!
jaise ulfat ne teri hur soo!!!!!!!! diye jalaye hai!!!!!
kal talak khwab--------------------
koi mahfil na saji thi!!! kabhi aangan mein mere!!!
aaj mahtaab ke sang jaise!!!! sitaare aaye hai!!!!!
kal talak khwab--------------------
Gul-mohar k in darakhto pe!!!! bahaar aayi hai!!!!!
hur kali aur har ek fuul!!!!!!!!!!!!jo muskuraye hai!!
kal talak khwab--------------------
lafj lafj mil k mohabbat ki!!!!!! gazal u gaate hai!!!
jaise maazi koi lahro sang!!!!! gungunaaye hai!!!!!
kal talak khwab hi aaya tha!!!! aaj woh aaye hai!!