Google

chale aao..


Is kadar intezaar karna padega aapka, pata na tha
Is kadar bekarar hona padega,

pata na tha

Is kadar yaad aayegi aapki,

pata na tha

kyon guzarata hai sara din aapki yaad mey

pata hai aapko ?

kyon bekrar ho jaati hun mai
bin tumhare

pata hai aapko ?

Kyon yaad aati hai aapki har pal

pata hai aapko ?

Ye dooriya ab sahi jaati nahi

chale aao, chale aao

chale aao, chale aao